Rj Raju Singh rajouriya

Rj Raju Singh rajouriya Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Rj Raju Singh rajouriya, Electrician, Delhi.

RJ Raju Rajoriya electronics Facebook पेज पर आपका हार्दिक स्वागत है! यह पेज उन सभी लोगों के लिए बनाया गया है जो आधुनिक इलेक्ट्रॉनिक गैजेट्स, खासकर Bluetooth Speakers, स्मार्ट ऑडियो डिवाइसेज़ और अन्य इलेक्ट्रॉनिक उत्पादों में दिलचस्पी रखते हैं।

🙏 धन्यवाद

05/05/2026

Hello doston 👋
Bluetooth neckband ka speaker change kiya hai 🔧
Aur ab sound bilkul clear aa raha hai 🔊🔥
Ye sirf teaser hai 👀
Full video kuch dinon me YouTube channel par aayegi 📺
Agar sabse pehle dekhna hai to follow/subscribe zarur karein 👍
🙏 Dhanyavad 🙏





22/04/2026

Hello doston 👋
Ek Bluetooth neckband me battery problem aa gayi hai 🔋
aur ek side ka speaker bhi kharab ho gaya hai 🔧
Is short video me sirf problem dikhayi hai 👀
Agar aap chahte ho ki iska �⁠full repair video banaun,
to comment me zarur batao 💬
👉 Aapke comment ke basis par next video aayega 🔥





13/04/2026

Bluetooth earbuds ka repair kiya hai 🔧
Charging jack nikal gaya tha aur magnet bhi loose ho gaya tha 😱
Is video me sirf teaser dikhaya hai 👀
Full detail video YouTube channel par jaldi aane wali hai ⚡
Agar aapko dekhna hai to comment me FULL VIDEO likho 👇






3 Parts Se Mini PowerMini Power Bank ka teaser
04/04/2026

3 Parts Se Mini Power
Mini Power Bank ka teaser

03/04/2026

Bank 🔥 Teaser Video ⚡

3 Parts Se Mini Power
Mini Power Bank ka teaser 🔋⚡
Charging module + boost converter + lithium battery use karke ek chhota power bank banaya ja sakta hai 👀

Full testing video mere YouTube channel per jaldi aayega 🔧 Agar dekhna hai to comment me FULL VIDEO likho 👇
🙏 Dhanyavad 🙏

DC-DC Boost Converter Module ka full wiring aur testing video jaldi aane wala hai 🔋⚡Is video me aap seekhenge:✔ Input (V...
23/03/2026

DC-DC Boost Converter Module ka full wiring aur testing video jaldi aane wala hai 🔋⚡
Is video me aap seekhenge:
✔ Input (VIN) connection
✔ Output (VOUT) connection
✔ Practical wiring demo

21/03/2026

Boost Converter 🔥 Voltage Badhaega Ya Nahi? 🤔

Ye ek DC-DC Boost Converter Module hai 🔋⚡
Is video me sirf teaser dikhaya hai 👀
Full wiring aur testing video jaldi aane wala hai 🔧
Agar dekhna hai to comment me
FULL VIDEO likho 🔥





12/03/2026

Ye Chhota Module Kya Kar Sakta Hai? 🤔⚡

Aaj ek chhota sa DC-DC Boost Converter Module dikhaya hai ⚡

Ye low voltage ko high voltage me convert karta hai aur electronics projects me kaafi use hota hai 🔧
Abhi ye teaser video hai.
Iska full detail video jaldi aane wala hai 🔋

Agar full video dekhna chahte ho to comment me FULL VIDEO likho 👇





Net band repair photo upload
12/03/2026

Net band repair photo upload

09/03/2026

Subscriber Ki Demand 🔥 Steel Box Me Banao

Ek subscriber bhai ne comment me bola tha
“Steel wale me banao ❤️”
Unki demand par maine ye video bana di 👍
Thank you bhai comment karne ke liye 🙏
Full video YouTube channel par dekh sakte ho 🔧





06/03/2026

Subscriber Ka Sawal 🔥 Radio Me 2 Speakers?

Ek bhai ne comment me poocha ki kya is radio me 2 speakers hain? 🤔
Haan 👍 is model me 2 speakers hain aur sound clear & loud hai 🔊
Thank you comment karne ke liye 🙏
Aap bhi apna sawal comment me likho 👇





Address

Delhi

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Rj Raju Singh rajouriya posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category