Bollywood Romance

Bollywood Romance Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Bollywood Romance, Delhi.

Please check this short on YouTube
17/07/2023

Please check this short on YouTube

New Ionic 5 is the all electric suv from the korean car maker Hyundai .the price of the Ionic 5 is most affordable in its segment compared to kia ev 6 ...

Please check this short on   And also like comment and subscribe
15/06/2023

Please check this short on
And also like comment and subscribe

this short is about launch and price date of new hero motocorp xtreme 160r 4v .with the price and specification of this bike .

2023 में आने वाली upcoming top 5 suvs YouTube पर ....the upcoming top 5 suvs list |Please check this link on YouTube ⤵️
02/06/2023

2023 में आने वाली upcoming top 5 suvs YouTube पर ....
the upcoming top 5 suvs list |
Please check this link on YouTube ⤵️

this video is about upcoming top 5 midsize and compact suv of 2023 .from nissan patrol to honda elevate their specifications and price details ........ये वी...

2023 में आने वाली  upcoming suv cars..The upcoming suv cars in 2023Please check this link on YouTube⤵️
02/06/2023

2023 में आने वाली upcoming suv cars..
The upcoming suv cars in 2023
Please check this link on YouTube⤵️

this video is about upcoming top 5 midsize and compact suv of 2023 .from nissan patrol to honda elevate their specifications and price details ........ये वी...

New short on YouTube top 3 electric suv cars .Please  like, comment and subscribe
18/05/2023

New short on YouTube top 3 electric suv cars .
Please like, comment and subscribe

Please check this short on  YouTube link...
17/05/2023

Please check this short on YouTube link...

08/05/2023
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat puchoTumhare bin deewane ka kya haal haiDil mera dekho, na meri haisiyat pucho Tere b...
21/06/2020

Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain Ho...
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain Ho...
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Tumhari tasveer ke sahaare mausam kayi guzaare
Mausami na samjho par ishq ko humaare
Nazron ke saamne main aata nahi tumhare
Magar rehte ho har pal manzar me tum humare
Agar ishq se hai mila Phir dard se kya gila
Iss dard mein zindagi khush haal hai
Yeh dooriyaan filhaal hain O...
Khairiyat pucho kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain

O maahi ve, o maahi veMahi mainu chhadyo naaKe tere bin dil naiyo lagnaJithe vi tu chalna aeMaahi main tere pichhe pichh...
13/11/2019

O maahi ve, o maahi ve
Mahi mainu chhadyo naa
Ke tere bin dil naiyo lagna
Jithe vi tu chalna ae
Maahi main tere pichhe pichhe chalna

Tu jee sakti nahi
Main jee sakta nahi
Koi dusri main sharta vi rakhta nahi
Kya tere baju mera

Sachiyan mohabbata ve
O maahi kithe hor naiyo milna
(Kithe aur naiyo milna)
Jithe vi tu chalna han
Mahi main tere pichhe pichhe chalna
(Pichhe pichhe chalna)

O maahi ve, o maahi ve

Dil vich tere yaara mainu rahne de
Aankhon se yeh aankhon wali gal kahne de
Dil vich tere yaara mainu rahne de
Aankhon se yeh aankhon wali gal kahne de

Dhadkan dil di ae tainu pahchane
Tu mera hai main hun teri rab bhi yeh jane

Tu rah sakti nahi
Main rah sakta nahi
Tere bin yaara hor kithe takda nahi
Kya tere baju mera

Rang tera chadya ve
Ke hund koi rang naiyo chadna
(Rang naiyo chadna)
Jithe vi tu chalna han
Maahi main tere pichhe pichhe chalna
(Pichhe pichhe chalna)

Maahi mainu chhadiyo na
Ke tere bina dil naiyo lagna
Jithe vi tu chalna ae
Maahi main tere pichhe pichhe chalna

Maahi mainu chhadiyo na
Ke tere bina dil naiyo lagna
Jithe vi tu chalna ae
Maahi main tere pichhe pichhe chalna

Hmm...Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aayeKyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aayeTeri nazdeekiyon ki khushi behisaa...
25/06/2019

Hmm...

Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye

Main jo tumse door hoon
Kyun door main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa mila
Kyun khwaab tod doon oo..

Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun judaai de gaya tu, ye sawaal aaye
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye

Hai ye tadpan, hai ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sab se hai annban
Bante kyun ye Khuda mere hmm...

Ye jo log-baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag mein jalun...
Ye nakaam pyaar mein
Khush hain haar mein
Inn jaisa kyun banun oo...

Raatein dengi bata
Neendon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalon mein saath hai

Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye

Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai

Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai

Aa zamaane aazma le roothta nahin
Faaslon se hausla ye toot'ta nahin
Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
Woh meri aadaton ki tarah chhoot'ta nahin

(Mitthi mitthi)Zubaan hai pheeki shaam seHui na tose baat bhiBina main tere bemazaHuaa hoon dekho aaj bhiKaroon main ye ...
06/06/2019

(Mitthi mitthi)

Zubaan hai pheeki shaam se
Hui na tose baat bhi
Bina main tere bemaza
Huaa hoon dekho aaj bhi

Karoon main ye guzarishein (mitthi mitthi)
Muhabbaton ka mol de (mitthi mitthi)
Neendon mein meri khwab ka (mitthi mitthi)
Zara sa meetha ghol de

Tu bann ja, bann ja tu meri
Tu bann ja, bann ja tu meri
Tu bann ja, bann ja, bann ja
Bann ja tu meri Ishqe di chashni
Oh mitthi mitthi chashni

Main na maangunga dhoop dheemi dheemi
Main na maangu chaandni
Mere jeene mein tujhse ho ishqe di chashni
Oh mitthi mitthi chashni
(mitthi mitthi, mitthi mitthi)

Mere khayalon mein jo tu ho
Toh baatein hoon main achi achi karta
Ho.. dekhun subah subah jo tujhe
Toh saara din accha hai guzarta

Yeh kaisi teri aarzoo
Yeh kaisi teri khwahishein
Tujhi se dekho main karun
Teri hee farmaaishein

Tu bann ja, bann ja tu meri
Tu bann ja, bann ja, bann ja
Bann ja tu meri Ishqe di chashni
Oh mitthi mitthi chashni

Main na maangunga dhoop dheemi dheemi
Main na maangu chaandni
Mere jeene mein tujhse ho ishqe di chashni
Oh mitthi mitthi chashni

Teri wafaaon ka ujaala
Hamesha mere sang sang chalta
Ho taare ginu kyun raaton ko main
Mera toh kabhi din hi na dhalta

Nigaahon mein jo khwaab sa
Aata hai tera pyaar hai
Tu hi hai mere saamne
Tera hi intezaar hai

Tu bann ja, bann ja tu meri
Tu bann ja, bann ja tu meri
Tu bann ja, bann ja, bann ja
Bann ja tu meri Ishqe di chashni
Oh mitthi mitthi chashni

Main na maangunga dhoop dheemi dheemi
Main na maangu chaandni
Mere jeene mein tujhse ho ishqe di chashni
Oh mitthi mitthi chashni

(haa.. mitthi mitthi)
Oh mitthi mitthi chashni!

Address

Delhi
110048

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Bollywood Romance posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share