Sankat Mochan Shree Balaji Mandir, Rampura Phul

Sankat Mochan Shree Balaji Mandir, Rampura Phul Please reccomend this page to your friends and request them on behalf of Sankat Mochan Shree Balaji Ko Nahi Janat Hai Jag mein Kapi Sankat Mochan naam tiharo.

Bathinda- Barnala road pe RAMPURA ke najdeek Aksar Bade-Bade Accidents Hote rehta hain. Logo ka man na tha ki yaha par koi esi cheej hai jo adrishya(Invisible) Hokar Apna asar dikhati hai, jiske karan yahan par accidents hote hain. Aas pas ke hanumaan bhakton ne yahan par ek hanumaan ji ki murti rakh di. Kuch Time baad accidents mein kafi kami aa gayi. Logo ne man liya ki Hanumaan ji ka chamatkar

hai, kyuki HANUMAAN CHALISA mein likha hai ki
Bhoot Pishach nikat nahi aave, Mahaveer jab naam sunave
Is baat ko Dhyan mein rakhte hue kuch bhakto ne milkar yaha par SHRI MEHNDIPUR BALAJI KA EK VISHAL MANDIR BNANE KE fesla kiya. Mandir ke liye 2100 Square feet Jagah li ja chuki hai. June13, 2010 ko Mhan santon ne is jagah par Neev Pathar rakh kar nirmaan karya (construction work) Ka shubh arambh kiya. tab se nirman karya jari hai. bahkto se nivedan hai ki Jyada se jyada daan dekar is mandir ko bnane mein or logo ki jano ki raksha ke liye apna sehyog de. JAI SIYA RAM
JAI SHREE BALAJI

09/06/2026
05/05/2026

ਜੈ ਸ੍ਰੀ ਬਾਲਾਜੀ ਮਹਾਰਾਜ

ਅੱਜ ਮਿਤੀ 05/05/2026 ਦਿਨ ਮੰਗਲਵਾਰ ਨੂੰ ਬਾਲਾਜੀ ਮੰਦਿਰ ਬਰਨਾਲਾ ਰੋਡ ਵਿਖੇ ਭੰਡਾਰਾ ਸ੍ਰੀ ਸੰਜੀਵ ਜਿੰਦਲ ( ਜਿੰਦਲ ਆਟੋ ਏਜੰਸੀ ) , ਬੱਸ ਸਟੈਂਡ ਵਾਲਿਆ ਵੱਲੋ ਲਗਵਾਇਆ ਜਾ ਰਿਹਾ ਹੈ
ਇਸ ਦਿਨ ਬਾਲਾਜੀ ਦਾ ਸ਼ੁਭ ਸਕੀਰਤਨ ਵੀ ਪਰਿਵਾਰ ਵੱਲੋਂ ਮੰਦਿਰ ਚ ਹੀ ਕਰਵਾਇਆ ਜਾ ਰਿਹਾ ਹੈ
ਸਾਰੇ ਭਗਤਾਂ ਨੂੰ ਬੇਨਤੀ ਹੈ ਕਿ ਸ਼ਾਮ ਨੂੰ ਮੰਦਿਰ ਵਿਖੇ ਆਕੇ ਬਾਲਾਜੀ ਮਹਾਰਾਜ ਦਾ ਆਸ਼ੀਰਵਾਦ ਪ੍ਰਾਪਤ ਕਰੋ ਅਤੇ ਪ੍ਰਸ਼ਾਦ ਰੂਪੀ ਭੰਡਾਰਾ ਜਰੂਰ ਗ੍ਰਹਿਣ ਕਰੋ ਜੀ
ਬਾਲਾਜੀ ਦਾ ਗੁਣਗਾਨ ਜੈ ਸ਼ਿਵ ਭੋਲਾ ਕਾਵੜ ਸੰਘ ਪੰਚਾਇਤੀ ਧਰਮਸ਼ਾਲਾ ਵੱਲੋਂ ਕੀਤਾ ਜਾਵੇਗਾ

ਜੈ ਮਾਤਾ ਅੰਨਪੂਰਨਾ ਜੀ

Please Donate for Sankat Mochan Shree Balaji Mandir, Rampura Phul
03/07/2016

Please Donate for Sankat Mochan Shree Balaji Mandir, Rampura Phul

Shri Ram Navmi or Shri Hanuman Jyanti ke uplakshay me Balaji ko Sva Man (50 kg) Milk Cake ka Bhog
29/03/2015

Shri Ram Navmi or Shri Hanuman Jyanti ke uplakshay me Balaji ko Sva Man (50 kg) Milk Cake ka Bhog

Address

Bathinda-Barnala Road, Near Gill Klan, Thana Sadar
Rampura
151004

Telephone

+91 94173 73102

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Sankat Mochan Shree Balaji Mandir, Rampura Phul posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Sankat Mochan Shree Balaji Mandir, Rampura Phul:

Share